Cough Ka upay Honey Shahad se kaise kare?

Cough Ka upay Honey Shahad se kaise kare?
Cough Ka upay Honey Shahad se kaise kare

                          Ayurved mein shahad (huney) ki badi ahemiyat hai. Lagbhag Har Tarah Ke Rog Ke Liye Kargar Dava hai.Ayurved mein shahad (huney) jyadatar istemal Hone Wali aushadhi hai.shahad (huney)mein 70 % glucose Hota Hai Jiski vajah se aap ise chini ke option mein use kar sakte hai.Aisa karne se Shahad (huney)ke gun bhi milegi aur Chini se hone wale nuksan se a bache Rahenge.(huney)ad  mein Kai Tarah Ki gun aur property Shamil Hai jaise ki Shahad (huney)antioxidant,anti aging,anti septic property hai.

                           Sardi mein (huney)  ka istemal karne se behad Achcha result Milta Hai.sardi ke liye shahad (huney) acchi aushadhi hai lekin iska Sahi taraf se istemal karna jaruri Shahad mptom mein bhi use Kiya Ja sakta hai.Sardi ko thik karne ke liye sabse Jyada Achcha Tarika shahad (huney)  Ka istemal Hai. dusra Bada fayda yah bhi hai ki Sardi jukam ko thik karne ke sath sath dusri takif ko bhi theek karta hai.aur koi side effect Nahin Hai. Sardi jukam ko thik karne ke liye  shahad (huney)ko Adrak ke sath bhi istemal karne se Bada fayda Milta Hai.adrak ko shahad ke sath milakar kar Laina se aur bhi fayde Milte Hain Lekin Abhi e topic Sardi jukam Ka Hai To Usi ke bare mein baat karenge.Ham yaha jaane ge ki Shahad (huney)ka istemal Sardi jukam ko thik karne ke liye kaise kiya jaaye.Yahan per main Kuchh remedies de raha hun ise istemal se 2 ya 3 Din Mein hi aap Sardi jukam main result dega.ab Jaane Ki iska istemal kaise karna hai

  •  Remedie 1.

            2 se 3 gram sitopaladi churn shahad ke sath Din Mein 2 bar Lain.

  • Remedie 2.

           2 se 3 gram haldi shahad ke sath Din Mein Do Bar Lain.

  • Remedie 3
           Adrak nikaalen ise shahad ke sath milakar Din Mein Do Waqt Lene se sardi jukam mein                     fayda milega.

  • Remedie 4.

           Tulsi Ke patton ko Barik kat ke ise shahad ke sath milakar Din Mein Do Bar le.


     

Post a Comment

0 Comments